har ghadi har pal
ab ehsas tumhara rhta h
aankho me ashq
palko me khwab tumhara rhta hai
esi kya bhul thi jo
paas reh k bhi door tum chle gye
khwab adhure or saanse cheen k chle gye
ek baat aj mai tumhe batlaata hu
rhna hai to door tum rho
bs wo purana ehsas tum muje lauta do
na le pau naam tumhara
esa tum kuch krwa do
khwabo se bhi chle jana tum
taki chain se hum so ske
raat raat bhr jagna ab gwara nhi
bus mera wo purana chain muje lauta do
chahe na dena tum mere lafzo ka
bs ek baar ehsas tum mera kr lena
pyar ab bhi mra nhi mera
bs ek baar deedar tum kr lena
ab bhi ye paagal dil
khwab tumhare bunta hai
kitna naadaan hai ye
khwabo me tumhe chunta hai
agar hal mera jaanna ho to
apne dil to tatol lena
agar kuch hissa mera mil gya ho to
wo hissa mujhko lauta dena
ab ehsas tumhara rhta h
aankho me ashq
palko me khwab tumhara rhta hai
esi kya bhul thi jo
paas reh k bhi door tum chle gye
khwab adhure or saanse cheen k chle gye
ek baat aj mai tumhe batlaata hu
rhna hai to door tum rho
bs wo purana ehsas tum muje lauta do
na le pau naam tumhara
esa tum kuch krwa do
khwabo se bhi chle jana tum
taki chain se hum so ske
raat raat bhr jagna ab gwara nhi
bus mera wo purana chain muje lauta do
chahe na dena tum mere lafzo ka
bs ek baar ehsas tum mera kr lena
pyar ab bhi mra nhi mera
bs ek baar deedar tum kr lena
ab bhi ye paagal dil
khwab tumhare bunta hai
kitna naadaan hai ye
khwabo me tumhe chunta hai
agar hal mera jaanna ho to
apne dil to tatol lena
agar kuch hissa mera mil gya ho to
wo hissa mujhko lauta dena